SEARCH RESULTS
Showing search results for "khavaas"
Ghazal MATCHES FOR "khavaas"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Abul Mujahid Zahid
Ghazal
phir darmiyaan-e-aql-o-junuu.n ja.ng chhi.D ga.ii
phir majma-e-KHavaaas giroho.n me.n baT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
KHavaas aur bhii ma.aluum ho sake.n shaayad
hamaarii KHaak pe tahqiiq jaarii rah jaa.e
Shahid Makuli
Ghazal
lage hu.e hai.n zamaane ke intizaam me.n ham
kabhii KHavaas me.n shaamil kabhii avaam me.n ham
Farhat Ehsas
Ghazal
sitam-zariifii-e-taariiKH hai ki masnad-giir
sadaa KHavaas hu.e inqalaab-e-aam ke ba.ad
Shaukat Wasti
Ghazal
Gam me.n KHushii KHushii me.n kabhii Gam badal ga.e
baaham KHavaas-e-sho.ala-o-shabnam badal ga.e
Shaukat Wasti
Ghazal
sharaab-KHaana tiraa aisaa intiKHaab nahii.n hai
KHavaas piite hai.n sab ke liye sharaab nahii.n hai
Kamal Ahmad Siddiqi
Ghazal
'naamii' shumaar hote hai.n phir ham KHavaas me.n
ham ko agarche aam ziyaada kiyaa gayaa
Rustam Nami
Ghazal
duniyaa-e-zindagii me.n musaavaat chaahiye
is silsile me.n shart-e-KHavaas-o-avaam kyaa
Laiq Siddiqi
Ghazal
paidaa kiyaa hai qalb ne siimaab kaa KHavaas
haasil na kyo.n ho maahii-e-be-aab kaa KHavaas
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
dekhne vaale ye bole chashm-haa-e-yaar ke
ye to mastaane hai.n shaayad KHaana-e-KHammaar ke
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Ghazal
hame.n KHavaas ke zumre me.n Daalnaa thaa magar
hame.n 'avaam kii mad me.n shumaar kar diyaa hai
Asim Wasti
Ghazal
ham ne maanaa ki taGaaful na karoge lekin
KHaak ho jaa.e.nge ham tum ko KHabar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
itnaa maanuus na ho KHalvat-e-Gam se apnii
tuu kabhii KHud ko bhii dekhegaa to Dar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kyaa KHabar thii jo mirii jaa.n me.n ghulaa hai itnaa
hai vahii mujh ko sar-e-daar bhii laane vaalaa