SEARCH RESULTS
Showing search results for "khube"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khube"
Ghazal
mohtaaj-e-buu-e-itr na thaa jism-e-KHuub-e-yaar
KHushbu-e-dilbarii thii jo us pairahan me.n thii
Hasrat Mohani
Nazm
karachi
Gariibo.n ke KHuun-e-jigar kii badaulat
amiiro.n kaa suukhaa hu.aa halq tar hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
wahshat
mirii saarii tavajjoh mere haatho.n par lagii hai
mere naaKHun yuu.n hathelii me.n khube hai.n
Ambarin Salahuddin
MORE MATCHES FOR "khube"
Kulliyat
tum aur ham se mohabbat tumhe.n KHilaaf KHilaaf
ham aur ulfat-e-KHuub-e-digar daroG daroG
Meer Taqi Meer
Nazm
azmat-e-adam
chhaatiyaa.n jin kii hai.n pairo.n me.n pa.Dii
aur jismo.n me.n khube hai.n bhaale
Abdul Majeed Bhatti
Ghazal
aa.nkho.n me.n khube jaa.e hai tasviir lage hai
ash.aar se jhalke hai javaa.n 'miir' lage hai
Firoz Natiq Khusro
Ghazal
aashiqii sabr-talab aur tamannaa betaab
dil kaa kyaa rang karuu.n KHuun-e-jigar hote tak
Mirza Ghalib
Sher
vo afsaana jise anjaam tak laanaa na ho mumkin
use ik KHuub-suurat mo.D de kar chho.Dnaa achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii