SEARCH RESULTS
Showing search results for "kitaab-e-ziist"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kitaab-e-ziist"
Ghazal
Rafeeq Jabir
Ghazal
kitaab-e-ziist ke har baab kaa unvaa.n nayaa dekhe
har ik bujhte diye ko shauq se paagal havaa dekhe
Shaida Sadaf
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kitaab-e-ziist"
Sher
kitaab-e-ziist kaa unvaan ban ga.e ho tum
hamaare pyaar kii dekho ye intihaa saahab
Indira Varma
Ghazal
kitaab-e-ziist kaa dhu.ndlaa cover utaarte hai.n
ab is maqaam pe gard-e-safar utaarte hai.n
Arvind Sharma Azaan
Ghazal
kitaab-e-ziist me.n aisaa ko.ii bhii baab nahii.n
tumhaare 'ishq kaa jis par likhaa hisaab nahii.n
A.R. Sahil 'Aleeg'
Ghazal
Noor Jahan Sarwat
Ghazal
kitaab-e-ziist ke auraaq-e-taar-taar ke naam
mai.n intisaab huu.n KHud apne intishaar ke naam
Zia Faooqui
Ghazal
poshiida lafz lafz me.n hai daastaan-e-karb
'qudsii' kitaab-e-ziist kaa har baab dekhnaa
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
kitaab-e-ziist ke auraaq khul uThe jis dam
vo pa.Dhte pa.Dhte mirii daastaan tak pahu.nche
Hina Rizvi
Sher
tumhaare naam ke niiche khi.nchii hu.ii hai lakiir
kitaab-e-ziist hai saada is indiraaj ke ba.ad
Aanis Moin
Ghazal
merii kitaab-e-ziist tum ik baar to pa.Dho
phir chaahe phe.nk do kisii aKHbaar kii tarah
Kabir Ahmad Jaisi
Ghazal
aisii havaa chalii ki du'aa.e.n laraz ga.ii.n
pal me.n kitaab-e-ziist ke safhe bikhar ga.e
Javed Akram Farooqi
Ghazal
is kitaab-e-ziist ke bhii aaKHirii safhe talak
khii.nch Daale qaus ne bhii zindagii par daa.ere
Sameena Gul
Ghazal
nigaah chaahiye tahriir ho KHafii kii jalii
kitaab-e-ziist kaa ko.ii varaq bhii saada nahii.n
Lais Quraishi
Ghazal
kitaab-e-ziist ke saare savaal be-ma.anii
javaab ulajhne lage aur paheliyaa.n na khulii.n