SEARCH RESULTS
Showing search results for "kul-kaa.enaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kul-kaa.enaat"
Sher
kul kaa.enaat fikr se aazaad ho ga.ii
insaa.n misaal-e-dast-e-tah-e-sa.ng rah gayaa
Zaheer Kashmiri
Ghazal
agarche kahne ko kal kaa.enaat apnii thii
haqiiqatan kahaa.n apnii bhii zaat apnii thii
Masooda Hayat
Nazm
aadmi
in ke liye ye haasil-e-kul-kaa.enaat hai
is se ziyaada lutf kii ye vaardaat hai
Qazi Ghulam Mohammad
BOOKS MATCHES FOR "kul-kaa.enaat"
MORE MATCHES FOR "kul-kaa.enaat"
Ghazal
kisii kaa dekh ke dhiime se muskuraa denaa
kisii ke vaaste kul kaa.enaat hotii hai
Fariha Naqvi
Ghazal
kahaa to thaa ye amaanat sambhaal kar rakhnaa
hamaarii nazr vo kul kaa.enaat karte hu.e
Khurshid Talab
Ghazal
qadam qadam pe haqiiqat qadam qadam pe majaaz
usii tilism me.n kul kaa.enaat hai shaayad
Talib Jaipuri
Nazm
man ji
usii lamhe merii kul kaa.enaat luT ga.ii
vo shaam phir shaam-e-Gariibaa.n banii
Omainuz Zahra Sayyad
Ghazal
dino.n kii hafte me.n ta.adaad saat Thahrii hai
isii madaar me.n kul kaa.enaat Thahrii hai
Mohammad Tausif
Ghazal
vo apnii ek zaat me.n kul kaa.enaat thaa
duniyaa ke har fareb se milvaa diyaa mujhe
Parveen Shakir
Ghazal
vo jis ko naapiye to Thahartii nahii.n hai kahii.n
isii zamiin pe kul kaa.enaat bastii hai
