SEARCH RESULTS
Showing search results for "kul-kaa.enaat"
Ghazal MATCHES FOR "kul-kaa.enaat"
Ghazal
agarche kahne ko kal kaa.enaat apnii thii
haqiiqatan kahaa.n apnii bhii zaat apnii thii
Masooda Hayat
Ghazal
kisii kaa dekh ke dhiime se muskuraa denaa
kisii ke vaaste kul kaa.enaat hotii hai
Fariha Naqvi
Ghazal
kahaa to thaa ye amaanat sambhaal kar rakhnaa
hamaarii nazr vo kul kaa.enaat karte hu.e
Khurshid Talab
Ghazal
qadam qadam pe haqiiqat qadam qadam pe majaaz
usii tilism me.n kul kaa.enaat hai shaayad
Talib Jaipuri
Ghazal
dino.n kii hafte me.n ta.adaad saat Thahrii hai
isii madaar me.n kul kaa.enaat Thahrii hai
Mohammad Tausif
Ghazal
vo apnii ek zaat me.n kul kaa.enaat thaa
duniyaa ke har fareb se milvaa diyaa mujhe
Parveen Shakir
Ghazal
vo jis ko naapiye to Thahartii nahii.n hai kahii.n
isii zamiin pe kul kaa.enaat bastii hai
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
tum hii nahii.n udaas ho kul kaa.enaat me.n
sab ke dilo.n me.n ko.ii na ko.ii malaal hai
Saif Dehlvi
Ghazal
qadam qadam pe fareb-e-sabaat rakh denaa
bashar ke naam pe kul kaa.enaat rakh denaa
Nasr Ghazali
Ghazal
us kaa vajuud hii mirii kul kaa.enaat thaa
dil kaa mire qaraar thaa jaane kidhar gayaa
Baharunnisa Bahar
Ghazal
mataa'-e-jaa.n kii hifaazat na kyo.n kare zii-ruuh
yahii Gariib kii kul kaa.enaat hotii hai