SEARCH RESULTS
Showing search results for "kushuud-e-kaar-e-tilism"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kushuud-e-kaar-e-tilism"
Sher
Haneef Akhgar
Ghazal
kushuud-e-kaar kii KHaatir KHudaa badalte rahe
charaaG-e-nazr the har aastaa.n pe chalte rahe
Haneef Najmi
Ghazal
kisii se bas ki umiid-e-kushuud-e-kaar nahii.n
mujhe ajal ke bhii aane kaa e'tibaar nahii.n
Nazm Tabatabai
PAGE MATCHES FOR "kushuud-e-kaar-e-tilism"
MORE MATCHES FOR "kushuud-e-kaar-e-tilism"
Sher
shaiKH jazaa-e-kaar-e-KHair jo bataa rahaa hai aaj
baat to KHuub hai magar aadmii mo'atabar nahii.n
Natiq Gulavthi
Sher
kabhii jo zahmat-e-kaar-e-rafuu nahii.n kartaa
hamaare zaKHm usii chaaraagar ke naam tamaam
Irfan Siddiqi
Ghazal
kitne masruuf hai.n masruur nahii.n phir bhii ye log
hai ye kyaa silsila-e-kaar-e-ziyaa.n ham-nafaso
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
kaar-e-afzaa.ish-e-anvaar-e-sahar kis ne kiyaa
sirf aafaaq miraa raKHt-e-safar kis ne kiyaa
Moin Tabish
Ghazal
bahaar aa.ii kar ai baaGbaa.n gulaab qalam
ki likkhe vasf-e-ruKH-e-yaar kii kitaab qalam
Peer Sher Mohammad Ajiz
Ghazal
na daamano.n me.n yahaa.n KHaak-e-rahguzar baa.ndho
misaal nik.hat-e-gul mahmil-e-safar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
M. A. Qadeer
Sher
ek din Garq na kar de tujhe ye sail-e-vajuud
dekh ho jaa.e na paanii kahii.n sar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ham se mil ke fitrat ke pech-o-KHam ko samjhoge
ham jahaan-e-fitrat kaa ik suraaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Sher
ham hasiin Gazlo.n se peT bhar nahii.n sakte
daulat-e-suKHan le kar be-faraaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
lahuu hii kitnaa hai jo chashm-e-tar se niklegaa
yahaa.n bhii kaam na 'arz-e-hunar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ruuh ko aalaa.ish-e-Gam se kabhii KHaalii na rakh
yaanii be-zangaar kis kaa aa.inaa raushan hu.aa


