SEARCH RESULTS
Showing search results for "lahar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "lahar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "lahar"
Ghazal
chhoTii-moTii ek lahar hii thii mere andar
ek lahar se kyaa tuufaan uThaa saktaa thaa mai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
vo lahar huu.n jo pyaas bujhaa.e zamiin kii
chamke jo aasmaa.n pe vo patthar nahii.n huu.n mai.n
Muzaffar Warsi
Ghazal
baat hai kuchh zinda rah jaanaa bhii apnaa aaj tak
lahar thii aasuudgii kii bhii pareshaanii ke saath
Zafar Iqbal
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
ik lahar us kii aa.nkh me.n hai hausla-shikan
ik rang us ke chehre pe bahkaane vaalaa hai
Jamal Ehsani
Ghazal
qismat to dekh shaiKH ko jab lahar aa.ii tab
darvaaza shiira KHaane kaa ma.amuur ho gayaa