SEARCH RESULTS
Showing search results for "lahar"
Nazm MATCHES FOR "lahar"
Nazm
muhasara
vo barq lahar bujhaa dii ga.ii hai jis kii tapish
vajuud-e-KHaak me.n aatish-fishaa.n jagaatii thii
Ahmad Faraz
Nazm
raat aur rail
Tez-e-raftaar ke sikke jamaatii jaa-ba-jaa
dasht o dar me.n zindagii kii lahar dau.Daatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tumne likkha hai
nashsha-e-husn kii ik lahar ho machlii hu.ii lahar
ik lajaataa hu.aa sharmaataa hu.aa raaz ho tum
Prem Warbartani
Nazm
lab-e-ju-e-bare
ek lamhe ke liye chashme kii maanind banaa
pech khaate hu.e ye lahr uThii dil me.n mire
Meeraji
Nazm
ghaTa chhai to kya
chhaT ga.e jab aap hii uudii ghaTaa chhaa.ii to kyaa
turbat-e-paamaal ke sabze pe lahar aa.ii to kyaa
Josh Malihabadi
Nazm
wahi hua na ki jis ka Dar tha
tumhaare jazbe kii ik lahar se
uja.D ga.ii hai hamaarii duniyaa
Asra Rizvi
Nazm
qanun-e-qudrat
insaan kaa ma.asuum dil taariik suunaa shahr hai
jis ke tale ehsaas kii chi.ngaariyo.n kii lahar hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
wo ishq jo hum ko lahiq tha
ik mauj-e-talaatum-KHez uTThii
ik dard kii lahar uThii dil ke rauzan se
Sajida Zaidi
Nazm
iltimas
merii fitrat hai mohabbat kii machaltii hu.ii lahar
apne siine ke samundar me.n chhupaa le mujh ko