SEARCH RESULTS
Showing search results for "liijiye"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "liijiye"
Ghazal
'saaGar' vo kah rahe the ki pii liijiye huzuur
un kii guzaarishaat se ghabraa ke pii gayaa
Saghar Siddiqui
Sher
ek din kah liijiye jo kuchh hai dil me.n aap ke
ek din sun liijiye jo kuchh hamaare dil me.n hai
Josh Malihabadi
Sher
bosa-e-ruKHsaar par takraar rahne diijiye
liijiye yaa diijiye inkaar rahne diijiye
Hafeez Jaunpuri
Sher
samjhaa liyaa fareb se mujh ko to aap ne
dil se to puuchh liijiye kyuu.n be-qaraar hai
Lala Madhav Ram Jauhar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "liijiye"
Ghazal
Qamar Jalalvi
Sher
kahiye to aasmaa.n ko zamii.n par utaar laa.e.n
mushkil nahii.n hai kuchh bhii agar Thaan liijiye
Shahryar
Ghazal
us ke jalve ko Garaz kaun-o-makaa.n se kyaa thaa
daad lene ke liye husn-e-KHudaa-daad aayaa
Dagh Dehlvi
Sher
baat bhii aap ke aage na zabaa.n se niklii
liijiye aa.e the ham soch ke kyaa kyaa dil me.n
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Sher
Irfan Siddiqi
Ghazal
samajh to liijiye kahne to diijiye matlab
bayaa.n se pahle hii mujh par chhurii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
ik bosa diijiye miraa iimaan liijiye
go but hai.n aap bahr-e-KHudaa maan liijiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
jab naam tiraa liijiye tab chashm bhar aave
is zindagii karne ko kahaa.n se jigar aave

