SEARCH RESULTS
Showing search results for "luTaa.e"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "luTaa.e"
Nazm
holi
chalaa.e jaa.o nashiilii nazar se pichkaarii
luTaa.e jaa.o baraabar bahaar holii me.n
Nazeer Banarasi
Ghazal
Saifuddin Saif
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "luTaa.e"
MORE MATCHES FOR "luTaa.e"
Ghazal
sarishk-e-chashm se motii bahut luTaa.e ga.e
tirii nigah ke shahiido.n ko KHuu.n-bahaa to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
luTaa.e dete hai.n in motiyo.n ko diida-e-shauq
bhar aa.e ashk ki muflis ke haath maal aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
husn hai ishq-e-aafrii.n husn pe dil luTaa.e jaa
ishq ko dard-e-dil banaa dard ko dil banaa.e jaa
Bismil Saeedi
Ghazal
us kii rahmat kaa KHazaana vo luTaa.e aise
jis ne maa.ngaa nahii.n jo us ne vo paayaa saaraa
Navin Joshi
Nazm
waqt ki qadr
KHudaa.ii ho ki KHudaa ho bhulaa.e baiThe hai.n
suruur-e-ahd-e-javaanii luTaa.e baiThe hai.n
Akhtar Shirani
Ghazal
vo ek shaKHs asaasa hai qiimtii meraa
usii ke naam pe duniyaa luTaa.e jaate hai.n
Khaleel Husain Balooch
Ghazal
bazm me.n KHuub luTaa.e ga.e chaahat ke gulaab
is tarah sadqa-e-ahbaab utaaraa us ne
Azm Shakri
Ghazal
jin buzurgo.n ne luTaa.e jaan-o-dil islaam par
un ke bachcho.n me.n ye Gaddaarii kahaa.n se aa ga.ii
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
mire sher anmol la.al-o-gohar hai.n
luTaa.e tire Gam ne kyaa kyaa KHazaane