SEARCH RESULTS
Showing search results for "luTaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "luTaa.e"
Ghazal
Saifuddin Saif
Ghazal
sarishk-e-chashm se motii bahut luTaa.e ga.e
tirii nigah ke shahiido.n ko KHuu.n-bahaa to milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
luTaa.e dete hai.n in motiyo.n ko diida-e-shauq
bhar aa.e ashk ki muflis ke haath maal aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
husn hai ishq-e-aafrii.n husn pe dil luTaa.e jaa
ishq ko dard-e-dil banaa dard ko dil banaa.e jaa
Bismil Saeedi
Ghazal
us kii rahmat kaa KHazaana vo luTaa.e aise
jis ne maa.ngaa nahii.n jo us ne vo paayaa saaraa
Navin Joshi
Ghazal
vo ek shaKHs asaasa hai qiimtii meraa
usii ke naam pe duniyaa luTaa.e jaate hai.n
Khaleel Husain Balooch
Ghazal
bazm me.n KHuub luTaa.e ga.e chaahat ke gulaab
is tarah sadqa-e-ahbaab utaaraa us ne
Azm Shakri
Ghazal
jin buzurgo.n ne luTaa.e jaan-o-dil islaam par
un ke bachcho.n me.n ye Gaddaarii kahaa.n se aa ga.ii
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
mire sher anmol la.al-o-gohar hai.n
luTaa.e tire Gam ne kyaa kyaa KHazaane
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
ham aadaab se zindagii ke hai.n vaaqif
ham hii apnaa sab kuchh luTaa.e hu.e hai.n
Ashraf Baqri
Ghazal
daulat sabr-o-sukuu.n gauhar-e-ashk-e-ra.ngii.n
ham ne Gurbat me.n luTaa.e hai.n KHazaane kyaa kyaa
Sharib Lakhnavi
Ghazal
ik kahkashaa.n hii tanhaa nahii.n vaj.h-e-dil-kashii
aa.nchal pe tere ham ne bhii motii luTaa.e hai.n
Amir Hamza Saqib
Ghazal
ehsaanaat luTaa.e jaate hai.n 'raaGib'
sabz daraKHto.n jaise hai.n mere mohsin
Iftikhar Raghib
Ghazal
aa dekh zindagii tirii 'izzat ke vaaste
zaKHmii labo.n se ham ne tabassum luTaa.e hai.n
Khursheed Ahmad Malik
Ghazal
ehtiraaman tire qadmo.n pe luTaa.e aksar
jitne motii bhii hame.n dil ke KHazaane se mile