SEARCH RESULTS
Showing search results for "lucknow"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "lucknow"
Ghazal
Jaun Eliya
Nazm
safar ke waqt
bahut ziyaada na piinaa ki kuchh na yaad aa.e
jo lucknow me.n hu.aa thaa vo ab dobaara na ho
Jaun Eliya
Sher
kiyaa tabaah to dillii ne bhii bahut 'bismil'
magar KHudaa kii qasam lucknow ne luuT liyaa
Bismil Saeedi
Ghazal
Munawwar Rana
PAGE MATCHES FOR "lucknow"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "lucknow"
Sher
dillii chhuTii thii pahle ab lucknow bhii chho.De.n
do shahar the ye apne dono.n tabaah nikle
Mirza Hadi Ruswa
Nazm
lucknow
firdaus-e-husn-o-ishq hai daamaan-e-lucknow
aa.nkho.n me.n bas rahe hai.n Gazaalaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Sher
yahii tashviish shab-o-roz hai bangaale me.n
lucknow phir kabhii dikhlaa.e muqaddar meraa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
allaah ai buto hame.n dikhlaa.e lucknow
sote me.n bhii ye kahte hai.n ham haa.e lucknow
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
na.e mizaaj ke shahro.n me.n jii nahii.n lagtaa
puraane vaqto.n kaa phir se mai.n lucknow ho jaa.uu.n
Munawwar Rana
Sher
shafaq se hai.n dar-o-diivaar zard shaam-o-sahar
hu.aa hai lucknow is rahguzar me.n pilibhit












