SEARCH RESULTS
Showing search results for "lucknow"
Ghazal MATCHES FOR "lucknow"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
allaah ai buto hame.n dikhlaa.e lucknow
sote me.n bhii ye kahte hai.n ham haa.e lucknow
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
na.e mizaaj ke shahro.n me.n jii nahii.n lagtaa
puraane vaqto.n kaa phir se mai.n lucknow ho jaa.uu.n
Munawwar Rana
Ghazal
lucknow kyaa tirii galiyo.n kaa muqaddar thaa yahii
har galii aaj tirii KHaak-basar lagtii hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
zabaan-e-haal se ye lucknow kii KHaak kahtii hai
miTaayaa gardish-e-aflaak ne jaah-o-hasham meraa
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
na.ii tahziib kaise lucknow ko raas aa.egii
uja.D jaa.egaa ye shahr-e-Gazaalaa.n ham na kahte the
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
lucknow me.n phir hu.ii aaraasta bazm-e-suKHan
baad muddat phir hu.aa zauq-e-Gazal-KHvaanii mujhe
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
kyaa garm hai.n ki kahte hai.n KHuubaan-e-lucknow
london ko jaa.e.n vo jo fira.ngan ke yaar hai.n
Ameer Minai
Ghazal
naazim ho mohammad kaa agar lucknow jaa.uu.n
is mulk me.n huu.n ma.adilat-aaraa-e-banaras
Hatim Ali Mehr
Ghazal
mujh ko samjho yaadgaar-e-raftagaan-e-lucknow
huu.n qadd-e-aamdam Gubaar-e-kaarvaan-e-lucknow
Nazm Tabatabai
Ghazal
dete hai.n daad Gair ko kab ahl-e-lucknow
kab daad kaa thaa un se talabgaar 'mus.hafii'
Habib Jalib
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
lucknow kii aarzuu me.n jaan detaa hai 'muniir'
saltanat kaa bhii zamaane me.n tamannaa.ii nahii.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Dhuu.nDhtii phirtii hai paagal kii tarah shaam-e-avadh
lucknow tere trahdaar kahaa.n kho ga.e hai.n
Sultan Akhtar
Ghazal
tire KHayaal tirii aarzuu se duur rahe
navaab ho ke bhii ham lucknow se duur rahe