SEARCH RESULTS
Showing search results for "luuTe"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "luuTe"
Nazm
koi ye kaise batae
is luTe ghar pe diyaa kartaa hai dastak ko.ii
aas jo TuuT ga.ii phir se ba.ndhaataa kyuu.n hai
Kaifi Azmi
Sher
Shahab Jafri
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
log aurat ko faqat jism samajh lete hai.n
ruuh bhii hotii hai us me.n ye kahaa.n sochte hai.n
Sahir Ludhianvi
Geet
luT ga.e si.ngaar sabhii baaG ke babuul se
aur ham kha.De kha.De bahaar dekhte rahe
Gopaldas Neeraj
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "luuTe"
Nazm
chakle
ye kuuche ye niilaam ghar dilkashii ke
ye luTte hu.e kaarvaa.n zindagii ke
Sahir Ludhianvi
Ghazal
bachaa ke laa.e ham ai yaar phir bhii naqd-e-vafaa
agarche luTte rahe rahzano.n ke haath chale
Majrooh Sultanpuri
Nazm
tum apni karni kar guzro
sau baar base aur uja.D ga.e
sau baar luTe aur bhar paayaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nazar milaa ke mire paas aa ke luuT liyaa
nazar haTii thii ki phir muskuraa ke luuT liyaa