SEARCH RESULTS
Showing search results for "luutne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "luutne"
Ghazal
dil ke luTne kaa sabab puuchho na sab ke saamne
naam aa.egaa tumhaaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Ghazal
ba.De vo aa.e dil o jaa.n ke luuTne vaale
nazar se chhe.D diyaa gudgudaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "luutne"
Ghazal
phir bhii na meraa qaafila luTne se bach sakaa
mai.n ne KHabar to rakkhii thii ek ek ghaat kii
Parveen Shakir
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
sukh-chain miraa luuTne vaale aa kisii din
mujh ko bhii churaa le mirii nii.ndo.n kii tarah tuu
Rajesh Reddy
Ghazal
be-sar-o-saamaa.n the lekin itnaa andaaza na thaa
is se pahle shahr ke luTne kaa aavaaza na thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kis ne vafaa kaa ham ko vafaa se diyaa javaab
is raaste me.n luuTne vaale hii sab mile
Kaleem Aajiz
Ghazal
jinho.n ne luuTaa thaa maulaa husain kaa laasha
unhii.n sinaa.n se ridaa luuTne kii KHvaahish thii
Imran Rahib
Ghazal
luTne vaalo.n kaa madad-gaar nahii.n hai ko.ii
is qabiile kaa bhii sardaar nahii.n hai ko.ii