SEARCH RESULTS
Showing search results for "ma.abuud"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ma.abuud"
Nazm
shikwa
ham se pahle thaa ajab tere jahaa.n kaa manzar
kahii.n masjuud the patthar kahii.n ma.abuud shajar
Allama Iqbal
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Nazm
lenin
vo kaun saa aadam hai ki tuu jis kaa hai maa'buud
vo aadam-e-KHaakii ki jo hai zer-e-samaavaat
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ma.abuud"
Ghazal
dil ke ma.abuud jabiino.n ke KHudaa.ii se alag
aise aalam me.n ibaadat nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
suurat-paziir ham bin hargiz nahii.n ve maane
ahl-e-nazar hamii.n ko ma.abuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Nazm
taj-mahal
maah o anjum bhii hu.e jaate hai.n majbuur-e-sujuud
vaah aaraam-gah-e-malika-e-ma.abuud-mizaaj
Kaifi Azmi
Mazahiya
duniyaa taraqqiyo.n pe hai ma.abuud kii qasam
insaan kar rahaa hai taraqqii qadam qadam
Saghar Khayyami
Sher
vahii ma.abuud hai 'naazim' jo hai mahbuub apnaa
kaam kuchh ham ko na masjid se na but-KHaane se
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Rubai
quvvat haasil kar aur maulaa ban jaa
ma.abuud nahii.n hai ko.ii quvvat ke sivaa