SEARCH RESULTS
Showing search results for "ma.abuud"
Nazm MATCHES FOR "ma.abuud"
Nazm
shikwa
ham se pahle thaa ajab tere jahaa.n kaa manzar
kahii.n masjuud the patthar kahii.n ma.abuud shajar
Allama Iqbal
Nazm
lenin
vo kaun saa aadam hai ki tuu jis kaa hai maa'buud
vo aadam-e-KHaakii ki jo hai zer-e-samaavaat
Allama Iqbal
Nazm
intizar
patiyaa.n kha.Dkii.n to samjhaa ki lo aap aa hii ga.e
sajde masruur ki ma.abuud ko ham paa hii ga.e
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
taj-mahal
maah o anjum bhii hu.e jaate hai.n majbuur-e-sujuud
vaah aaraam-gah-e-malika-e-ma.abuud-mizaaj
Kaifi Azmi
Nazm
gautam-budh
chho.D dii.n aasaa.ishe.n phirte rahe tum kuu-ba-kuu
hastii-e-ma.abuud kii nazr-e-aqiidat ke liye
Maikash Akbarabadi
Nazm
be-nang-o-nam
kis kii aavaaz se diivaaro.n ke siine me.n figaar
mere maabuud mire ghar kii fazaa kaisii hai
Shaz Tamkanat
Nazm
shri guru-nanak
zikr-e-ma.abuud-e-haqiiqii me.n zabaan se 'shaatir'
saaya-e-rahmat-e-Gaffaar guruu-naanak the
Shatir Amritsari
Nazm
waqt-e-murawwat
har ik jabii.n pe daraKHshaa.n thaa nayyar-e-iqbaal
har ek farq pe taabaa.n thaa taala-e-mas.uud
Josh Malihabadi
Nazm
jila
jilaa jo du.aa-go hai
ma.abuud unhe.n baKHsh de ye nahii.n jaante ye kyaa kar rahe hai.n
Injila Hamesh
Nazm
wed
ved un ke dil-e-haq-kesh kii tasviire.n hai.n
jalva-e-qudrat-e-maabuud kii tafsiire.n hai.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
sawal-e-mazi-o-haal
phir unhii.n saa.ato.n ko lauTaa de
ai KHudaa-vand ai mire ma.abuud
Mujeeb Shehzar
Nazm
teri taswir le kar kya karungi
tire aage kahaa.n sajda karuu.ngii
miraa ma.abuud to meraa KHudaa hai