SEARCH RESULTS
Showing search results for "maamuura"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maamuura"
Ghazal
roz maamuura-e-duniyaa me.n KHaraabii hai 'zafar'
aisii bastii ko to viiraana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
jab naurasta sabze par qadam rakhtii hu.ii
ma.muura-e-tan me.n dar aatii hai
Ahmad Faraz
Ghazal
ai ishq qasam tujh ko ma.amuura-e-aalam kii
ko.ii Gam-e-furqat me.n Gam-KHvaar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
maamuura-e-ehsaas me.n hai hashr saa barpaa
insaan kii tazliil gavaaraa nahii.n hotii
Sahir Ludhianvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maamuura"
Ghazal
sar-e-maamuura-e-aalam ye dil-e-KHaana-KHaraab
miT gayaa terii badaulat mujhe maa'luum na thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hai.n dasht ab ye jiite baste the shahr saare
viiraana-e-kohan hai maamuura is jahaa.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo shoKH nihaa.n-ganj kii maanind hai us me.n
maamuura-e-aalam jo hai viiraana hai us kaa
Haidar Ali Aatish
Sher
roz maamuura-e-duniyaa me.n KHaraabii hai 'zafar'
aisii bastii ko to viiraana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Nazm
har-chand meri quwwat-e-guftar hai mahbus
maamuura-e-ehsaas me.n hai hashr saa barpaa
insaan kii tazliil gavaaraa nahii.n hotii
Sahir Ludhianvi
Nazm
shikast-e-ana
aise lagtaa hai ki jaise miraa ma.amuura-e-jaa.n
kisii sailaab-zada ghar kii zabuu.n-haalii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
sahn-e-chaman hai gosha-e-zindaa.n tire baGair
ma.amuura-e-hayaat hai viiraa.n tire baGair
Andaleeb Shadani
Ghazal
is tarah duniyaa hai ik ma.amuura-e-naaz-o-niyaaz
zarre zarre par miraa sajda tumhaaraa naam hai
Seemab Akbarabadi
Ghazal
partav-e-ra.ng se gulguu.n hu.aa maamuura-e-chashm
dhuum hai kuu-e-tamaashaa ke chaman hone kii
Gauhar Hoshiyarpuri
Kulliyat
hai.n dasht ab ye jiite baste the shahr saare
viiraana-e-kohan hai maamuura is jahaa.n kaa








