Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Balraj Menra's Photo'

Balraj Menra

1935 - 2017 | Delhi, India

Most prominent modernist fiction writer, celebrated for his symbolic stories; also the compiler of journal 'Shuoor'.

Short story 18

Quote 6

Sulagte cigarette aur dhadakte dil mein kitni mumaasilat hai!

  • Share this

Hum symbols ke darmiyaan zindagi guzaarte hain. Jo symbols hamaari zindagi par sab se ziyaada asar andaaz hote hain woh hukmuraanon ke paida kiye hue hote hain. Jab un symbols ke boseeda mafaaheem ko challenge kiya jaata hai to zulm toot'ta hai.

Hum ne jis samaaj mein aankh kholi hai, us samaaj ne peshtar is ke ki humein apni soojh-boojh ka ilm hota, hamaari khopdi mein ek makhsoos mazhab aur deyo-maala aur unke hawaale se eik mulk aur uski taareekh ka saara kooda bhar diya. Apne aap ko is balaa-khez ahd mein jeene ke qaabil banaane ke liye pahle humein apni khopdi saaf karni padegi.

Samaaj aur fard ki zindagi mein maujood tazaadaat ka ehsaas, unki waazeh pehchaan aur phir unse chhutkara paane ki koshish takhleeq ki jaanib pahla qadam hai.

Mujhe mahsoos hota hai ka Urdu ke beshtar adeeb na jee rahe hain, na adab likh rahe hain, balki tambola khel rahe hain.

BOOKS 31

More Authors From "Delhi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now