SEARCH RESULTS
Showing search results for "maaniye"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maaniye"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
buraa na maaniye logo.n kii aib-juu.ii kaa
unhe.n to din kaa bhii saayaa dikhaa.ii detaa hai
Shakeb Jalali
Ghazal
kyaa farz hai ki sab mirii baate.n qubuul hai.n
sun sun ke kuchh na maaniye kuchh maan jaa.iye
Dagh Dehlvi
Ghazal
Amir Usmani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maaniye"
Mazahiya
Gusse ko thuuk diije merii baat maaniye
khaa.ii me.n yuu.n bahas kii KHudaaraa na jhaa.nkiye
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Ghazal
mo.ajiza maaniye yaa kahiye karishma dil kaa
dil ke qaaliin pe rakkhaa hai janaaza dil kaa
Lucky farooqi Hasrat
Nazm
safar aur musafir
kaarvaa.n ko bhii paraayaa maaniye
is safar me.n KHud ko tanhaa jaaniye
Hafiz Karnataki
Ghazal
aayat nahii.n hadiis nahii.n jis ko maaniye
hai nazm-o-nasr ahl-e-suKHan sar-basar Galat
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
jaanaa Galat kahe hai magar kyo.n na maaniye
maanaa Galat kahe se hai sarf-e-nazar Galat
Urfi Aafaqi
Ghazal
har sazaa ko kisii kii 'ataa maaniye
ye bhii kyuu.n puuchhiye kaun saa jurm hai