SEARCH RESULTS
Showing search results for "maaniye"
Ghazal MATCHES FOR "maaniye"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
buraa na maaniye logo.n kii aib-juu.ii kaa
unhe.n to din kaa bhii saayaa dikhaa.ii detaa hai
Shakeb Jalali
Ghazal
kyaa farz hai ki sab mirii baate.n qubuul hai.n
sun sun ke kuchh na maaniye kuchh maan jaa.iye
Dagh Dehlvi
Ghazal
Amir Usmani
Ghazal
kis tarah se maaniye yaaro ki ye aashiq nahii.n
ra.ng u.Daa jaataa hai Tak chehra to dekho 'miir' kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mo.ajiza maaniye yaa kahiye karishma dil kaa
dil ke qaaliin pe rakkhaa hai janaaza dil kaa
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
aayat nahii.n hadiis nahii.n jis ko maaniye
hai nazm-o-nasr ahl-e-suKHan sar-basar Galat
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
jaanaa Galat kahe hai magar kyo.n na maaniye
maanaa Galat kahe se hai sarf-e-nazar Galat
Urfi Aafaqi
Ghazal
har sazaa ko kisii kii 'ataa maaniye
ye bhii kyuu.n puuchhiye kaun saa jurm hai
Rishi Patialvi
Ghazal
jo kuchh milaa tujhe vo KHudaa ne ataa kiyaa
naadaan apne aap ko sab kuchh na maaniye
Raghvendra Dwivedi
Ghazal
qusuur ho gayaa qadmo.n pe loT jaane kaa
buraa na maaniye sarkaar be-KHudii hii to hai
Farooq Banspari
Ghazal
KHuu.n-bahaa kis se talab ho kis ko qaatil maaniye
aap apnii soch hii jab zahr kaa KHanjar bane
Hakeem Manzoor
Ghazal
Nazeer Ansari
Ghazal
is daur me.n usii ko hunar-mand maaniye
jiinaa nahii.n pa.Daa jise mar mar ke shahr me.n
Amar Singh Figar
Ghazal
maaniye baat mirii saaz badalte rahiye
kabhii lahja kabhii aavaaz badalte rahiye
Naushad Munis Aazmi
Ghazal
mai.n KHuub-ruu javaan thaa ye maaniye janaab
tasviir dekh liijiye gar lag nahii.n rahaa
Muneer Anjum
Ghazal
arz kartaa huu.n maaniye vaa.iz
varna phir aap jaaniye vaa.iz