SEARCH RESULTS
Showing search results for "maazarat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maazarat"
Sher
fikr-e-ma.aash maatam-e-dil aur KHayaal-e-yaar
tum sab se ma.azarat ki tabii.at udaas hai
Javed Iqbal
Ghazal
ye laGzisho.n kaa tasalsul ye maazarat paiham
ye marhale to Galat-fahmiyaa.n ba.Dhaate hai.n
Muzaffar Razmi
Ghazal
kabhii jo mai.n ne masarrat kaa ehtimaam kiyaa
ba.De tapaak se Gam ne mujhe salaam kiyaa
Khumar Barabankavi
Ghazal
phir vahii be-dilii phir vahii ma.azarat
bas bahut ho chukaa zindagii ma.azarat
Liyaqat Ali Aasim
PAGE MATCHES FOR "maazarat"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "maazarat"
Ghazal
mai.n jahaa.n thaa vahii.n rah gayaa ma.azarat
ai zamii.n ma.azarat ai KHudaa ma.azarat
Zulfiqar Aadil
Ghazal
mire aas-paas kii muflisii mirii ma.azarat
tiraa intizaam mai.n apne ghar nahii.n kar sakaa
Azhar Faragh
Ghazal
mai.n sharmsaar hu.aa apne aap se phir bhii
qubuul kii hii nahii.n mai.n ne ma.azarat apnii
Anjum Saleemi
Sher
hamaarii ma.azarat ai Gam ki muskuraa rahe hai.n
ham apnaa haath tirii pusht se haTaa rahe hai.n
Azhar Faragh
Ghazal
bas ek baar mujhe khol kar pa.Dhaa 'aabid'
phir us ne merii mohabbat se ma.azarat chaahii
aabid umar
Ghazal
jahaa.n se kuchh na mile husn-e-maazarat ke sivaa
ye aarzuu usii chaukhaT pe shab guzaartii hai
Zafar Iqbal
Sher
Pallav Mishra
Mazahiya
Gazal churaa ke kabhii KHidmat-e-adab kar lii
paka.D ga.e to vahii.n ma.azarat talab kar lii