SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahaashay"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mahaashay"
Ghazal
ra.ngiin to bahut hai duniyaa magar mahaashay
dhabbe se pa.D ga.e hai.n kuchh aastiin-e-dil par
Ahmad Javaid
Ghazal
kuchh aa ga.ii daavar-e-mahshar se hai ummiid mujhe
kuchh aap ne mire kahne kaa e'tibaar kiyaa
Dagh Dehlvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mahaashay"
Ghazal
yaa rab hame.n to KHvaab me.n bhii mat dikhaa.iyo
ye mahshar-e-KHayaal ki duniyaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
hai majma-e-aGyaar ki ha.ngaama-e-mahshar
kyaa sair mire diida-e-tar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Sher
ba.Daa maza ho jo mahshar me.n ham kare.n shikva
vo minnato.n se kahe.n chup raho KHudaa ke liye
Dagh Dehlvi
Ghazal
tum maah-e-shab-e-chaar-dahum the mire ghar ke
phir kyuu.n na rahaa ghar kaa vo naqshaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
har zaKHm-e-jigar daavar-e-mahshar se hamaaraa
insaaf-talab hai tirii bedaad-garii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Mohsin Naqvi
Qita
dard itnaa hai ki har rag me.n hai mahshar barpaa
aur sakuu.n aisaa ki mar jaane ko jii chaahtaa hai







