SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahakne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mahakne"
Ghazal
kyuu.n na aa jaa.e mahakne kaa hunar lafzo.n ko
terii chiTThii jo kitaabo.n me.n chhupaa rakkhii hai
Iqbal Ashhar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mahakne"
Ghazal
garm sunsaan qariyo.n kii dhartii mahakne lagii
KHaak rashk-e-iram ban ga.ii so raho so raho
Nasir Kazmi
Ghazal
Nawaz Deobandi
Ghazal
havaa-e-hijr dikhaatii hai sabz baaG-e-visaal
to baaG-e-vahm me.n apne mahakne lagtaa huu.n
Farhat Ehsas
Ghazal
phuul allaah ne banaa.e hai.n mahakne ke liye
aur bulbul ko banaayaa hai chahakne ke liye
Aish Dehlvi
Ghazal
tamaam jism mahakne lagaa hai apne aap
badan me.n phailii hu.ii 'ishq kii vabaa kii qasam
Mehshar Afridi
Ghazal
un zamiino.n ko mahakne do abhii pe.Do.n se
vaqt se pahle unhe.n kaaT ke sahraa na karo
Iqbal Asif
Ghazal
phuul kii tarah sabhii daaG mahakne lag jaa.e.n
kaash aisaa bhii kahii.n tarz-e-masiihaa.ii ho


