SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahakne"
Ghazal MATCHES FOR "mahakne"
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
kyuu.n na aa jaa.e mahakne kaa hunar lafzo.n ko
terii chiTThii jo kitaabo.n me.n chhupaa rakkhii hai
Iqbal Ashhar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
garm sunsaan qariyo.n kii dhartii mahakne lagii
KHaak rashk-e-iram ban ga.ii so raho so raho
Nasir Kazmi
Ghazal
Nawaz Deobandi
Ghazal
havaa-e-hijr dikhaatii hai sabz baaG-e-visaal
to baaG-e-vahm me.n apne mahakne lagtaa huu.n
Farhat Ehsas
Ghazal
phuul allaah ne banaa.e hai.n mahakne ke liye
aur bulbul ko banaayaa hai chahakne ke liye
Aish Dehlvi
Ghazal
un zamiino.n ko mahakne do abhii pe.Do.n se
vaqt se pahle unhe.n kaaT ke sahraa na karo
Iqbal Asif
Ghazal
phuul kii tarah sabhii daaG mahakne lag jaa.e.n
kaash aisaa bhii kahii.n tarz-e-masiihaa.ii ho
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
kabhii Gunche ko mahakne se ko.ii rok sakaa
shauq agar hai to phir iz.haar se sharminda nahii.n
Zia Jalandhari
Ghazal
dil se phir dard mahakne kii sadaa.e.n uTThe.n
kaash aisaa ho mai.n terii rag-e-jaa.n ho jaa.uu.n
Azm Shakri
Ghazal
tamaam jism mahakne lagaa hai apne aap
badan me.n phailii hu.ii 'ishq kii vabaa kii qasam
Mehshar Afridi
Ghazal
abhii se haath mahakne lage hai.n kyuu.n mere
abhii to dekhaa nahii.n hai badan ko chhuu kar bhii
Ali Ahmad Jalili
Ghazal
tire lahuu me.n bedaarii sii kyaa shai hai
lams zaraa saa aur mahakne vaalaa mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
'dauraa.n' sunaa hai suurat-e-gesuu-e-ambarii.n
imsaal phir chaman me.n mahakne lagii hai shaam
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
yak-dam jo ye tanhaa.ii mahakne sii lagii thii
jho.nkaa jo abhii KHushbuu kaa guzraa thaa vo tum the
Murtaza Barlas
Ghazal
zindagii ke rishte bhii duur duur tak nikle
ruuh jaag uThtii hai phuul ke mahakne se