SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mahal"
Nazm
taj-mahal
ye chaman-zaar ye jamunaa kaa kinaara ye mahal
ye munaqqash dar o diivaar ye mehraab ye taaq
Sahir Ludhianvi
Nazm
aawara
ik mahal kii aa.D se niklaa vo piilaa maahtaab
jaise mullaa kaa amaama jaise baniye kii kitaab
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
kis ko patthar maaruu.n 'qaisar' kaun paraayaa hai
shiish-mahal me.n ik ik chehraa apnaa lagtaa hai
Qaisarul Jafri
Sher
uf vo marmar se taraashaa hu.aa shaffaaf badan
dekhne vaale use taaj-mahal kahte hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
imshab gurez-o-ram kaa nahii.n hai ko.ii mahal
aaGosh me.n dar aa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
PAGE MATCHES FOR "mahal"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mahal"
Ghazal
taariiKH me.n mahal bhii hai haakim bhii taKHt bhii
gumnaam jo hu.e hai.n vo lashkar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
uf vo marmar se taraashaa hu.aa shaffaaf badan
dekhne vaale use taaj-mahal kahte hai.n
Qateel Shifai
Nazm
naya hukm-nama
hamaarii ret kii sab ye fasiile.n
ye kaaGaz ke mahal jo ban rahe hai.n
Javed Akhtar
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
ik shahanshaah ne banvaa ke hasii.n taaj-mahal
saarii duniyaa ko mohabbat kii nishaanii dii hai











