SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahal"
Ghazal MATCHES FOR "mahal"
Ghazal
kis ko patthar maaruu.n 'qaisar' kaun paraayaa hai
shiish-mahal me.n ik ik chehraa apnaa lagtaa hai
Qaisarul Jafri
Ghazal
imshab gurez-o-ram kaa nahii.n hai ko.ii mahal
aaGosh me.n dar aa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
taariiKH me.n mahal bhii hai haakim bhii taKHt bhii
gumnaam jo hu.e hai.n vo lashkar talaash kar
Nida Fazli
Ghazal
uf vo marmar se taraashaa hu.aa shaffaaf badan
dekhne vaale use taaj-mahal kahte hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
biich me.n ra.ng-mahal hai teraa khaa.ii chaaro.n or
ham se milne kii ab gorii tuu hii raah nikaal
Qateel Shifai
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
yaad mat rakhiyo ye ruudaad hamaarii hargiz
ham the vo taaj-mahal 'jaun' jo Dhaa.e bhii ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
meraa aslaaf se rishta to na to.D ai duniyaa
sab mahal tere hai.n lekin ye kha.nDar meraa hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
Nazeer Baaqri
Ghazal
sadaa jiye ye miraa shahr-e-be-misaal jahaa.n
hazaar jho.npa.De girte hai.n ik mahal ke liye
Qateel Shifai
Ghazal
merii aavaaz ko tarsegaa tiraa ra.ng-mahal
mai.n to ik baar sadaa de ke chalaa jaa.uu.ngaa
Muzaffar Razmi
Ghazal
be-mahal ab to sitamgar ke sitam dekhte hai.n
kaise-kaiso.n ko bure haal me.n ham dekhte hai.n