SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahv-e-tarannum"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mahv-e-tarannum"
Ghazal
maah-o-anjum kii ziyaa bhii ho muqaddar us kaa
ziist me.n jis ne mirii aaj a.ndheraa rakkhaa
Tarannum Shabbeer
Nazm
shikwa
ek bulbul hai ki mahv-e-tarannum ab tak
us ke siine me.n hai naGmo.n kaa talaatum ab tak
Allama Iqbal
Ghazal
phir mahv-e-intizaar hai.n taaza qayaamate.n
phir bas rahe hai.n shahr-e-nigaaraa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mahv-e-tarannum"
Ghazal
be-jaan se bhii hote hai.n vo mahv-e-guftuguu
kyaa jaane mujh se kyo.n vo magar bolte nahii.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
zabt itnaa ki charaaGo.n se hu.e mahv-e-kalaam
yaad itnii ki tujhe dil se utarne na diyaa
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Sher
is qadar mahv na ho.n aap KHud-aaraa.ii me.n
daaG lag jaa.e na aa.iina-e-yaktaa.ii me.n
Kalb-e-husain Nadir
Nazm
uljhan
mai.n ne alfaaz me.n ruumaan ke naGme Dhaale
sa.ii-e-taKHliiq-e-tarannum se sukuu.n mil na sakaa
Nazeer Mirza Barlas
Ghazal
navaa-e-sher-o-tarannum se nau-e-insaa.n ke
dilo.n me.n pyaar jagaanaa bhii ik ibaadat hai
Shaheen Bhatti
Sher
be-KHatar kuud pa.Daa aatish-e-namruud me.n ishq
aql hai mahv-e-tamaashaa-e-lab-e-baam abhii
Allama Iqbal
Nazm
wasoKHt
gar fikr-e-zaKHm kii to KHataa-vaar hai.n ki ham
kyuu.n mahv-e-mad.h-e-KHuubi-e-teG-e-adaa na the