SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahv-e-tarannum"
Ghazal MATCHES FOR "mahv-e-tarannum"
Ghazal
maah-o-anjum kii ziyaa bhii ho muqaddar us kaa
ziist me.n jis ne mirii aaj a.ndheraa rakkhaa
Tarannum Shabbeer
Ghazal
phir mahv-e-intizaar hai.n taaza qayaamate.n
phir bas rahe hai.n shahr-e-nigaaraa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
be-jaan se bhii hote hai.n vo mahv-e-guftuguu
kyaa jaane mujh se kyo.n vo magar bolte nahii.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
zabt itnaa ki charaaGo.n se hu.e mahv-e-kalaam
yaad itnii ki tujhe dil se utarne na diyaa
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
navaa-e-sher-o-tarannum se nau-e-insaa.n ke
dilo.n me.n pyaar jagaanaa bhii ik ibaadat hai
Shaheen Bhatti
Ghazal
ka.abe kii taraf jaane ko ham jaa.e.nge zaahid
dil mahv-e-KHyaal-e-rah-e-but-KHaana rahegaa
Jigar Biswani
Ghazal
be-KHatar kuud pa.Daa aatish-e-namruud me.n ishq
aql hai mahv-e-tamaashaa-e-lab-e-baam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mahtaab-sifat log yahaa.n KHaak-basar hai.n
ham mahv-e-tamaashaa-e-sar-e-raah-guzar hai.n
Habib Jalib
Ghazal
mudda'aa mahv-e-tamaashaa-e-shikast-e-dil hai
aa.ina-KHaana me.n ko.ii liye jaataa hai mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
aaj-kal mahv-e-safaa-e-aariz-e-dil-daar huu.n
mere rahne ko ab aa.iine kaa KHaana chaahiye
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
mahv-e-tilism-e-shoKHii-e-reg-e-ravaa.n hai dil
ab baiTh ke kahaa.n tirii suurat banaa.uu.n mai.n
Naseem Ajmal
Ghazal
kab tak mai.n rahuu.n mahv-e-sukuut-e-shab-e-hijraa.n
ai qalb-e-hazii.n naala bapaa kar ki sahar ho
Asghar Ali Tabassum
Ghazal
jo kuchh hai mahv-e-shoKHi-e-abruu-e-yaar hai
aa.nkho.n ko rakh ke taaq pe dekhaa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
mustaqil mahv-e-Gam-e-ahd-e-guzishta honaa
aise hone se to behtar hai na dil kaa honaa