SEARCH RESULTS
Showing search results for "malbe"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "malbe"
PAGE MATCHES FOR "malbe"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "malbe"
Nazm
aaj
sar-niguu.n aur shikasta makaano.n ke malbe se pur raasto.n par
apne naGmo.n kii jholii pasaare
Sahir Ludhianvi
Sher
ye kaise malbe ke niiche dabaa diyaa gayaa huu.n
mujhe badan se nikaalo mai.n ta.ng aa gayaa huu.n
Irfan Sattar
Ghazal
rotii aa.nkhe.n ye sun kar KHaamosh hu.ii.n
malbe me.n ik shaKHs ko zinda dekhaa hai
Tousief Tabish
Ghazal
ug aa.ii ghaas ishq ke malbe pe har taraf
ham dono.n me.n se ko.ii use dho nahii.n sakaa
Ameer Imam
Ghazal
jo sab kaa dost thaa har anjuman kii raunaq thaa
kal us kii laash milii us ke ghar ke malbe par
