SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqaamaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "maqaamaat"
PAGE MATCHES FOR "maqaamaat"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
malaamat
मलामतمَلامَت
Arabic
reproof, rebuke, censure, reprehension, reproach, accusation, blame, reviling, disgrace, opprobrium, contumely
MORE MATCHES FOR "maqaamaat"
Ghazal
vo maqaamaat-e-muqaddas vo tire gumbad o qaus
aur miraa aise nishaanaat kaa zaa.er honaa
Zafar Iqbal
Sher
na jaane kal ho.n kahaa.n saath ab havaa ke hai.n
ki ham parinde maqaamaat-e-gum-shuda ke hai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
jab dhuul hu.e raah-e-safar me.n to ye jaanaa
manzil-gah-e-jaa.n hai.n jo maqaamaat vo tum ho
Zia Jalandhari
Ghazal
jo na samjhe terii manzil vo yuu.nhii chaltaa rahaa
ruk gayaa tere maqaamaat samajhne vaalaa
Qamar Jalalabadi
Ghazal
hairat ke maqaamaat me.n qaanuun-e-navaa na.ii.n
hai saaz-e-KHamoshii lab-e-tasviir kii aavaaz
Siraj Aurangabadi
Ghazal
raah-e-ulfat me.n maqaamaat puraane aa.e
tum na aa.e to mujhe yaad fasaane aa.e
Govind Gulshan
Ghazal
us kii nazro.n me.n saare maqaamaat hai.n
par use shauq andhii u.Daano.n kaa hai



