SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqaamaat"
Ghazal MATCHES FOR "maqaamaat"
Ghazal
Krishn Bihari Noor
Ghazal
vo maqaamaat-e-muqaddas vo tire gumbad o qaus
aur miraa aise nishaanaat kaa zaa.er honaa
Zafar Iqbal
Ghazal
jab dhuul hu.e raah-e-safar me.n to ye jaanaa
manzil-gah-e-jaa.n hai.n jo maqaamaat vo tum ho
Zia Jalandhari
Ghazal
jo na samjhe terii manzil vo yuu.nhii chaltaa rahaa
ruk gayaa tere maqaamaat samajhne vaalaa
Qamar Jalalabadi
Ghazal
hairat ke maqaamaat me.n qaanuun-e-navaa na.ii.n
hai saaz-e-KHamoshii lab-e-tasviir kii aavaaz
Siraj Aurangabadi
Ghazal
raah-e-ulfat me.n maqaamaat puraane aa.e
tum na aa.e to mujhe yaad fasaane aa.e
Govind Gulshan
Ghazal
Kaif Moradaabadi
Ghazal
us kii nazro.n me.n saare maqaamaat hai.n
par use shauq andhii u.Daano.n kaa hai
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
dauraan-e-safar kartaa huu.n aaraam bhii lekin
hotaa huu.n Thaharne ke maqaamaat se aage
Zafar Iqbal
Ghazal
naachiiz bhii KHuubaa.n se mulaaqaat me.n gum hai
majzuub zaraa sair-e-maqaamaat me.n gum hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
na jaane kal ho.n kahaa.n saath ab havaa ke hai.n
ki ham parinde maqaamaat-e-gum-shuda ke hai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
ko.ii mahram hai ki mahruum hame.n kyaa maaluum
un se puuchho jo maqaamaat-e-nazar jaante hai.n
Ishaq Athar Siddiqui
Ghazal
aa.e hai.n Gam-e-ishq me.n aise bhii maqaamaat
dil KHuun hu.aa aa.nkh se aa.nsuu bhii na Dhalke
Himayat Ali Shayar
Ghazal
saa.at-e-diid kaa gulzaar ho yaa saaya-e-daar
aise kitne hii maqaamaat-e-safar aate hai.n
Hanif Fauq
Ghazal
hazaar haal-o-maqaamaat se guzartaa hai dil
nazar se masnavii-e-ma.anavii guzartii hai