SEARCH RESULTS
Showing search results for "matluub"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "matluub"
Sher
Shad Azimabadi
Sher
hai.n laazim-o-malzuum baham husn o mohabbat
ham hote na taalib jo vo matluub na hotaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
vo log hii har daur me.n mahbuub rahe hai.n
jo ishq me.n taalib nahii.n matluub rahe hai.n
Jan Nisar Akhtar
Sher
Aziz Nabeel
Sher
gar hai duniyaa kii talab zaahid-e-makkaar se mil
dii.n hai matluub to is taalib-e-diidaar se mil
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
matluub honaa
मतलूब होना مَطْلُوب ہونا
درکار ہونا ، طلب کیا جانا ۔
matluub-ul-KHitaab
मतलूबा-उल-ख़िताब مَطْلُوبُ الْخِطاب
وہ (شخص) جس کو خطاب کیا گیا ہو ۔
MORE MATCHES FOR "matluub"
Sher
ko.ii samjhaa.iyo yaaro miraa mahbuub jaataa hai
miraa maqsuud jaataa hai miraa matluub jaataa hai
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
KHaar matluub jo hove to gulistaa.n maa.nguu.n
bijlii girne ko jo jii chaahe to baaraa.n maa.nguu.n
Haidar Ali Aatish
Sher
ham apne aap taalib matluub aap ham hai.n
is khel me.n hamesha ham KHud ko haarte hai.n
Yasin Ali Khan Markaz
Sher
matluub hai kyaa ab yahii kahte nahii.n bantii
daaman to ba.De shauq se phailaayaa hu.aa thaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
jis ke taalib hai.n vo matluub kahii.n baiTh rahaa
muntazir ham ko biThaa KHuub kahii.n baiTh rahaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
ik sharar dil me.n hai us se ko.ii ghabraa.egaa kyaa
aag matluub hai ham ko jo havaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Nazm
tariq ki dua
ajab chiiz hai lazzat-e-aashnaa.ii
shahaadat hai matluub-o-maqsuud-e-momin
Allama Iqbal
Ghazal
sub.h-e-saadiq mujhe matluub hai kis se maa.nguu.n
tum to bhole ho charaaGo.n se bahal jaa.oge
Iqbal Azeem
Ghazal
gardish jise matluub hai gulzaar me.n aave
hai ishq jise vaadii-e-pur-KHaar me.n aave
Barqi Azmi
Ghazal
jab mirii ziist ke unvaa.n na.e matluub hu.e
mere a.amaal me.n armaan bhii mahsuus hu.e
