SEARCH RESULTS
Showing search results for "matluub"
Ghazal MATCHES FOR "matluub"
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ik sharar dil me.n hai us se ko.ii ghabraa.egaa kyaa
aag matluub hai ham ko jo havaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
sub.h-e-saadiq mujhe matluub hai kis se maa.nguu.n
tum to bhole ho charaaGo.n se bahal jaa.oge
Iqbal Azeem
Ghazal
vo log hii har daur me.n mahbuub rahe hai.n
jo ishq me.n taalib nahii.n matluub rahe hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
shirkat kuchh to laazim hai matluub kii bhii
taalib ke matlab tak ishq nahii.n hotaa
Moin Shadab
Ghazal
maujuud hai jo laa.o jo matluub hai vo lo
mushtaaq-e-vafaa tum ho talabgaar-e-jafaa ham
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
barham kabhii qaasid se vo mahbuub na hotaa
gar naam hamaaraa sar-e-maktuub na hotaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
chor se raat kha.De rahte hai.n is dar se lage
par jo matluub hai vo jins churaa sakte nahii.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
sad haif ka.ii log ga.e jaa.n se mire saath
qaatil ko to matluub faqat meraa hii sar thaa
Mohsin Zaidi
Ghazal
talab tamaam ho matluub kii agar had ho
lagaa hu.aa hai yahaa.n kuuch har maqaam ke baad
Aasi Ghazipuri
Ghazal
hai husn yahii shai to gumaa.n aur na kiije
saudaa nahii.n matluub zaraa dekh rahaa huu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Premi Romani
Ghazal
kyaa KHuub jamaa vasl kaa naqsha shab-e-me.araaj
matluub nayaa taalib-e-shaidaa shab-e-me.araaj