SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazaaq-e-junuu.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mazaaq-e-junuu.n"
Sher
Qabil Ajmeri
Ghazal
sunaa de saaqi-e-dauraa.n ko naalaa-haa-e-'mazaaq'
sipihr-e-KHaak me.n masto.n kii haav-huu na milaa
Mazaq Badayuni
Ghazal
bhuule hai.n zauq-e-mai se 'mazaaq' apnii jaa.n to kyaa
dil se hai yaad-e-saaqii-e-kausar lagii hu.ii
Mazaq Badayuni
Ghazal
'mazaaq' miltii hai in rozo.n vaqt-e-shaam sharaab
rakhe hai duKHtar-e-raz ko siyaam shiishe me.n
Mazaq Badayuni
Ghazal
mai.n mast huu.n 'mazaaq' mai-e-intizaar se
saaqii na mai na jaam na miinaa nazar pa.Daa
Mazaq Badayuni
MORE MATCHES FOR "mazaaq-e-junuu.n"
Ghazal
'mazaaq' saaqi-e-kausar mujhe sambhaale.nge
nashe me.n big.Dii tabii.at mirii agar ban kar
Mazaq Badayuni
Ghazal
rahiye 'mazaaq' hashr ke maidaa.n me.n surKH-ruu
mazmuun-e-ruu-e-shaah-e-shahiidaa.n nikaaliye
Mazaq Badayuni
Ghazal
tamaam umr mazaaq-e-junuu.n jo rakhte the
rah-e-KHirad me.n vahii log kaamyaab hu.e
Lais Quraishi
Ghazal
tabaah kar na mazaaq-e-junuu.n kii KHuddaarii
dil-e-tabaah kisii tund-KHuu kii baat na kar
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
ye kyaa mazaaq-e-junuu.n hai dil-e-junuu.n-aagaah
usii ko Dhuu.nD rahaa hai usii ke pahluu me.n
Shakeel Nashtar
Ghazal
Qabil Ajmeri
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Nazm
ahl-e-junun
ham vahii ahl-e-junuu.n ahl-e-vafaa saahib-dil
ham ki har daur me.n auraaq-e-zamaana ke amii.n
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
chalii KHirad kii na kuchh aagahii ne saath diyaa
rah-e-junuu.n me.n faqat be-KHudii ne saath diyaa