SEARCH RESULTS
Showing search results for "medahat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "medahat"
Nazm
shikwa
ab vo altaaf nahii.n ham pe inaayaat nahii.n
baat ye kyaa hai ki pahlii sii mudaaraat nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
yuu.n to kabhii mu.nh pher ke dekho bhii nahii.n ho
jab vaqt pa.De hai to mudaaraat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
ai naavak-e-Gam dil me.n hai ik buu.nd lahuu kii
kuchh aur to kyaa ham se mudaaraat banegii
Jan Nisar Akhtar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "medahat"
Naat
ik rind hai aur mid.hat-e-sultaan-e-madiina
haa.n ko.ii nazar rahmat-e-sultaan-e-madiina
Jigar Moradabadi
Nazm
kahan jaoge
bevafaa.ii kii gha.Dii, tark-e-madaaraat kaa vaqt
is gha.Dii apne sivaa yaad na aa.egaa ko.ii
Faiz Ahmad Faiz
Sher
huuro.n se na hogii ye mudaaraat kisii kii
yaad aa.egii jannat me.n mulaaqaat kisii kii
Bekhud Dehlvi
Ghazal
baaryaabii kaa buraa ho ki ab un ke dar par
agle vaqto.n kii mudaaraat nahii.n hotii hai
Hafeez Jalandhari
Ghazal
jab kar diyaa KHizaa.n ne vo ra.ngii.n chaman tabaah
vo husn ab kahaa.n vo malaahat nahii.n rahii
Hayat Amrohvi
Ghazal
sharah-e-bedardi-e-haalaat na hone paa.ii
ab ke bhii dil kii mudaaraat na hone paa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
is mohabbat se milaa hai vo sitamgar ham se
jitne shikve na hu.e utnii mudaaraat hu.ii



