SEARCH RESULTS
Showing search results for "meraaj-e-mustafaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "meraaj-e-mustafaa"
Sher
sabaq milaa hai ye meraaj-e-mustafaa se mujhe
ki aalam-e-bashariiyat kii zad me.n hai garduu.n
Allama Iqbal
Ghazal
sabaq milaa hai ye meraaj-e-mustafaa se mujhe
ki aalam-e-bashariiyat kii zad me.n hai garduu.n
Allama Iqbal
Ghazal
daad-o-tahsiin burii chiiz nahii.n hai 'meraaj'
bas mujhe haashiya-aaraa.ii se Dar lagtaa hai
Meraj Ahmad Meraj
Ghazal
ravaa.n thii naav mirii jis ke dam se ai 'meraaj'
usii havaa se miraa baadbaan TuuT gayaa
Meraj Ahmad Meraj
Ghazal
vo mere josh-e-safar par karegaa shak 'meraaj'
qadam-qadam pe mire imtihaan rakh degaa
Meraj Ahmad Meraj
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
me'raaj-e-mustafaa
मे'राज-ए-मुस्तफ़ा معراج مصطفیٰ
the ladder upon which prophet Moḥammad is related to have ascended from Jerusalem to Heaven
Arabic
MORE MATCHES FOR "meraaj-e-mustafaa"
Ghazal
har ek shaKHs se katraa rahaa huu.n ai 'meraaj'
ye zo'm hai ki anaa yaa Guruur kuchh to hai
Meraj Ahmad Meraj
Ghazal
afkaar-e-hasii.n le ke Gazal aaj tak aa.ii
yuu.n 'daaG' se hotii hu.ii 'meraaj' tak aa.ii
Meraj Ahmad Meraj
Ghazal
na be-gharii kaa KHayaal 'meraaj' dil me.n aa.e
ho.n sar-parasto.n ke sar salaamat to ghar salaamat
Ahmed Meraj
Ghazal
yahaa.n pe 'meraaj' tere lafzo.n kii aabruu kyaa
ye log baa.ng-e-daraa kii qiimat lagaa rahe hai.n
Meraj Faizabadi
Ghazal
kuchh to nazre.n jhukaa.o ai 'meraaj'
yuu.n kahii.n e'tiraaf hote hai.n
Mehdi Baqar Khan Meraj
Ghazal
jab zikr-e-mustafaa me.n the masruuf ham 'jamiil'
us vaqt kii KHushii kaa maza ham se puuchhiye
Mustafa Jameel
Ghazal
'jamiil' laakh buraa hai magar tumhaaraa hai
tum us kii laaj sar-e-hashr mustafaa rakhnaa
Mustafa Jameel
Dua (Munajat)
yaa ilaahii bhuul jaa.uu.n naz' kii takliif ko
shaadii-e-diidaar-e-husn-e-mustafaa kaa saath ho
Ahamd Raza Khan Barelvi
Ghazal
saaya-fagan hai naqsh-e-kaf-e-paa-e-mustafaa
manzil kii KHaak fikr kare kaarvaan-e-dil
Abdullah Saqib
Nazm
be-KHayali hi ab teri taswir hai
terii tasviir tere tasavvur kaa bojh
terii tasviir me’raaj-e-husn-e-nazar
Ghazal
chaak-daamaanii-e-gul bar-sar-e-meraaj-e-bahaar
hai junuu.n-KHez adaa hosh kaa da.avaa karnaa
Jumbish Khairabadi
Ghazal
KHud-baKHud aa.e.nge vo bahr-e-'ayaadat ik din
aah ko taa-had-e-me'raaj-e-asar jaane do
Ameer Dehlvi
Ghazal
KHaak honaa hii muqaddar hai to phir
KHaak-e-paa-e-mustafaa ho jaa.iye