SEARCH RESULTS
Showing search results for "milo"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "milo"
Ghazal
ham KHaak-nashii.n tum suKHan-aaraa-e-sar-e-baam
paas aa ke milo duur se kyaa baat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
us se milnaa hai to phir saada-mizaajii se milo
aa.ine bhes badal kar nahii.n dekhe jaate
Meraj Faizabadi
Sher
Ibn e Insha
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "milo"
Sher
kabhii 'faraaz' se aa kar milo jo vaqt mile
ye shaKHs KHuub hai ash.aar ke alaava bhii
Ahmad Faraz
Nazm
aaKHiri bar milo
aaKHirii baar milo aise ki jalte hu.e dil
raakh ho jaa.e.n ko.ii aur taqaaza na kare.n
Mustafa Zaidi
Ghazal
jo milnaa chaaho to mujh se milo kahii.n baahar
vo ko.ii aur hai jo mere ghar me.n rahtaa hai
Nida Fazli
Nazm
ek pul banaya ja raha hai
mohabbat kaa matlab jaan.naa chaahte ho
to pahle dariyaa se milo...
Sarvat Husain
Ghazal
milo jo ham se to mil lo ki ham ba-nok-e-giyaah
misaal-e-qatra-e-shabnam rahe rahe na rahe