SEARCH RESULTS
Showing search results for "milo"
Ghazal MATCHES FOR "milo"
Ghazal
ham KHaak-nashii.n tum suKHan-aaraa-e-sar-e-baam
paas aa ke milo duur se kyaa baat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
us se milnaa hai to phir saada-mizaajii se milo
aa.ine bhes badal kar nahii.n dekhe jaate
Meraj Faizabadi
Ghazal
ye kyaa ki tum bhii sar-e-raah haal puuchhte ho
kabhii milo hame.n baazaar ke alaava bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
jo milnaa chaaho to mujh se milo kahii.n baahar
vo ko.ii aur hai jo mere ghar me.n rahtaa hai
Nida Fazli
Ghazal
milo jo ham se to mil lo ki ham ba-nok-e-giyaah
misaal-e-qatra-e-shabnam rahe rahe na rahe
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vo is adaa se jo aa.e to kyuu.n bhalaa na lage
hazaar baar milo phir bhii aashnaa na lage
Nasir Kazmi
Ghazal
dilo.n ko to.Dne vaalo tumhe.n kisii se kyaa
milo to aa.nkh churaa lo tumhe.n kisii se kyaa
Saifuddin Saif
Ghazal
bhalaa ho piir-e-muGaa.n kaa idhar nigaah mile
faqiir hai.n ko.ii chulluu KHudaa kii raah mile
Dagh Dehlvi
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
kabhii fursat se milo to tumhe.n tafsiil ke saath
imtiyaaz-e-havas-o-ishq bhii samjhaa.e.nge
Ajmal Siraj
Ghazal
agar milo to khule dil ke saath ham se milo
ki rasmii rasmii sii ye chaahate.n bhii Thiik nahii.n
Aitbar Sajid
Ghazal
tum sar-e-raah mile the to kabhii phir se milo
haadisa shahr me.n aksar bhii to ho saktaa hai
Siraj Alam Zakhmi
Ghazal
miluu.ngaa KHaak me.n aa.nsuu kii tarah yaad rahe
milo na aa.nkh kahii.n aa.nkh se giraa ke mujhe
Jaleel Manikpuri
Ghazal
milo ki baad me.n shaayad ye silsila na rahe
ye rang-o-gul na rahe.n sohbat-e-sabaa na rahe