SEARCH RESULTS
Showing search results for "minister"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "minister"
Mazahiya
beTe ke mu.nh pe de ke chapat baap ne kahaa
phir fail ho gayaa hai minister banegaa tuu
Popular Meeruthi
Ghazal
load-shedding kii shikaayat pe dolattii maare
log bijlii ke minister ko gadhaa kahte hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
ik minister ne sajaa.ii mahfil-e-raqs-o-suruur
naachne vaalii kaa bil qaumii KHazaane se gayaa
Khalid Irfan
Mazahiya
itnii taasiir KHushaamad me.n ataa kar maulaa
ki hamesha rahe qabze me.n minister maulaa
Asrar jamayee
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "minister"
Nazm
bachchon ki sarkar
ham minister ho.n to vo system bane
jis me.n muflis ho na saahuukaar ho
Sahir Ludhianvi
Mazahiya
siit qabristaan me.n pahle vo murde paa.e.nge
jo kisii murda minister kii sifaarish laa.e.nge
Dilawar Figar
Mazahiya
kaam agar apnaa banaanaa hai to phir is ke liye
haath me.n apne ko.ii ek minister rakhnaa
Rauf Raheem
Mazahiya
Saghar Khayyami
Mazahiya
auj par apne muqaddar kaa sitaaraa hotaa
ik minister kaa hii chamcha jo hamaaraa hotaa
Rauf Raheem
Ghazal
kyaa inqalaab aayaa badlii havaa kuchh aisii
beTe bane minister imraan mistirii ke


