SEARCH RESULTS
Showing search results for "minnate.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "minnate.n"
Ghazal
to phir vo rote hu.e minnate.n bhii maante hai.n
jo intihaa nahii.n karte hai.n ibtidaa kar ke
Ali Zaryoun
Ghazal
us kaa vo ijz tumhaaraa ye Guruur-e-KHuubii
minnate.n un ne bahut kii.n pa na maanii us kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
minnate.n kartii hai shoKHii ki manaa luu.n tujh ko
jab mire saamne ruuThaa hu.aa tuu aataa hai
Agha Shayar Qazalbash
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
minnato.n se
मिन्नतों सेمِنَّتوں سے
منتیں کرکے ، بہت خوشامد اور چاپلوسی سے ، بے حد عاجزی سے ۔
MORE MATCHES FOR "minnate.n"
Ghazal
sahl is se to yahii hai ki sambhaale.n dil ko
minnate.n kaun kare aap ke darbaano.n kii
Hasrat Mohani
Sher
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
minnate.n mujh se kiyaa karte hai.n dariyaa aa kar
aur mai.n pyaas chhupaa kar ke nikal jaataa huu.n
Sarfraz Nawaz
Ghazal
minnate.n kartaa thaa ruk jaa.o miraa ko.ii nahii.n
mere roke se magar kaun rukaa ko.ii nahii.n
Khan Janbaz
Nazm
kaun le gaya
raato.n ko maa.ngnaa thaa du.aa merii diid kii
vo minnate.n vo zauq-e-du.aa kaun le gayaa
