SEARCH RESULTS
Showing search results for "misaalo.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "misaalo.n"
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ahl-e-ulfat ke havaalo.n pe ha.nsii aatii hai
lailaa majnuu.n kii misaalo.n pe ha.nsii aatii hai
Sudarshan Faakir
Ghazal
jab bhii anjaam-e-mohabbat ne pukaaraa KHud ko
vaqt ne pesh kiyaa ham ko misaalo.n kii tarah
Sudarshan Faakir
Sher
yaad aa.e.nge zamaane ko misaalo.n ke liye
jaise bosiida kitaabe.n ho.n havaalo.n ke liye
Farigh Bukhari
Ghazal
kuchh un kaa husn bhii thaa maavaraa misaalo.n se
kuchh apnaa ishq bhii ham be-misaal rakhte the
Ghulam Mohammad Qasir
PAGE MATCHES FOR "misaalo.n"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "misaalo.n"
Ghazal
yaad aa.e.nge zamaane ko misaalo.n ke liye
jaise bosiida kitaabe.n ho.n havaalo.n ke liye
Farigh Bukhari
Naat
tuu raushnii kaa payambar hai aur mirii taariiKH
bharii pa.Dii hai shab-e-zulm kii misaalo.n se
Ahmad Faraz
Ghazal
insaa.n se pyaar husn-parastii vatan se ishq
ham ne kiyaa hai yuu.n ki misaalo.n me.n aa.egaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
Akbar Ali Khan Arshi Zadah
Ghazal
miT jaa.e.nge vafaa ke liye pyaar ke liye
ham TuuTne na de.nge misaalo.n kaa silsila
Ravendr Jain
Ghazal
umr-bhar ke liye ho jaa.o kisii ke 'aKHtar'
ishq aisaa karo duniyaa kii misaalo.n me.n raho
Akhtar Azad
Ghazal
huu.n misaalo.n me.n sar-e-fihrist mai.n
Gam to ye hai be misaalo.n me.n raqiib


