SEARCH RESULTS
Showing search results for "misl-e-charaag"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "misl-e-charaag"
Ghazal
Zafar Sambhali
Sher
shaamil hu.e hai.n bazm me.n misl-e-charaaG ham
ab sub.h tak jale.nge lagaataar dekhnaa
Haneef akhgar
Ghazal
kyaa misl-e-charaaG-e-shab-e-aaKHir hai javaanii
shiryaano.n me.n ik taaza tavaanaa.ii sii kyuu.n hai
Fuzail Jafri
Ghazal
ham ko manzuur nahii.n thii jo numaa.ish apnii
bazm me.n misl-e-charaaG-e-tah-e-daamaa.n bhii rahe
Jalal Aarif
Ghazal
'Gaalib' hayaat hote to karte ye e'tiraaf
daur-e-'charaaG' me.n hai Gazal kaa class aur
Charagh Sharma
MORE MATCHES FOR "misl-e-charaag"
Ghazal
Charagh Sharma
Ghazal
laad na us ke husn kaa itnaa bojh 'charaaG'
aa jaa.egii moch Gazal ke shaane me.n
Charagh Sharma
Ghazal
Saifi Premi
Ghazal
mai-kade ke muKHtalif aadaab hote hai.n 'charaaG'
jo yahaa.n par saahab-e-kirdaar hai be-kaar hai
Charagh Sharma
Nazm
la-intiha abhi
vo dard-e-dil kii lave.n
jo misl-e-charaaG jaltii rahii thii.n sadiyo.n
Karamat Ali Karamat
Nazm
sham-e-bahaar
Garq hai.n nuur me.n jo dasht-o-daman
phuul misl-e-charaaG hai.n raushan
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
misl-e-charaaG jaltaa rahaa raah me.n tirii
jab din cha.Dhaa to lau mirii bosiida ho ga.ii
Zubair Ahad
Ghazal
kahtaa tiraa kuchh soKHta-jaa.n lek ajal ne
fursat na use misl-e-charaaG-e-saharii dii