SEARCH RESULTS
Showing search results for "misl-e-charaag"
Ghazal MATCHES FOR "misl-e-charaag"
Ghazal
Zafar Sambhali
Ghazal
kyaa misl-e-charaaG-e-shab-e-aaKHir hai javaanii
shiryaano.n me.n ik taaza tavaanaa.ii sii kyuu.n hai
Fuzail Jafri
Ghazal
ham ko manzuur nahii.n thii jo numaa.ish apnii
bazm me.n misl-e-charaaG-e-tah-e-daamaa.n bhii rahe
Jalal Aarif
Ghazal
'Gaalib' hayaat hote to karte ye e'tiraaf
daur-e-'charaaG' me.n hai Gazal kaa class aur
Charagh Sharma
Ghazal
Charagh Sharma
Ghazal
laad na us ke husn kaa itnaa bojh 'charaaG'
aa jaa.egii moch Gazal ke shaane me.n
Charagh Sharma
Ghazal
Saifi Premi
Ghazal
mai-kade ke muKHtalif aadaab hote hai.n 'charaaG'
jo yahaa.n par saahab-e-kirdaar hai be-kaar hai
Charagh Sharma
Ghazal
misl-e-charaaG jaltaa rahaa raah me.n tirii
jab din cha.Dhaa to lau mirii bosiida ho ga.ii
Zubair Ahad
Ghazal
kahtaa tiraa kuchh soKHta-jaa.n lek ajal ne
fursat na use misl-e-charaaG-e-saharii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
dil-e-ahbaab na madfan pe jalaa misl-e-charaaG
phir ga.ii aisii zamaane kii havaa mere ba.ad
Meer Kallu Arsh
Ghazal
duniyaa kii bahaaro.n pe 'abas naaz hai ai dil
har chiiz yahaa.n misl-e-charaaG-e-saharii hai
Ishrat Jahangirpuri
Ghazal
havaa ke biich abhii hai.n abhii nahii.n ho.nge
jahaa.n me.n misl-e-charaaG-e-mazaar hai.n ham log
Salman Ghazi
Ghazal
'mus.hafii' hai vaqt-e-vidaa-e-jahaa.n
misl-e-charaaG-e-saharii kiijiye
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
tirii talab kii ataa hai ki jis ne misl-e-charaaG
havaa-e-dahr me.n jalnaa sikhaa diyaa hai mujhe
Mubeen Mirza
Ghazal
Gulzar Dehlvi
Ghazal
din to saaraa hii kaTaa misl-e-charaaG-e-kushta
garmii-e-jism sar-e-shaam jalaa de mujh ko
Saba Jayasi
Ghazal
daa.im shab-e-firaaq me.n sho.ale se ishq ke
misl-e-charaaG daaG-e-dil-e-KHasta jal gayaa