SEARCH RESULTS
Showing search results for "mo.ajaze"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mo.ajaze"
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mo.ajaze kaa dar khulaa aur ik asaa raushan hu.aa
duur gahre paaniyo.n me.n raasta raushan hu.aa
Aziz Nabeel
Ghazal
mo.ajaze ishq dikhaataa hai 'sikandar'-saahib
choT to us ko lagii dekhiye choTil hu.aa mai.n
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
sunaa hai ham ne dikhaate ho mo.ajaze aksar
mai.n gir gayaa huu.n uThaa.o to ko.ii baat bane
Hairat Farrukhabadi
PAGE MATCHES FOR "mo.ajaze"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mo.ajaze"
Ghazal
manzar se hai.n na diida-e-biinaa ke dam se hai.n
sab mo.ajaze tilism-e-tamaashaa ke dam se hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
dasht-e-viiraa.n kaa safar hai aur nazar ke saamne
mo.ajaze dar mo.ajaze dar mo.ajaze hote hu.e
Ain Irfan
Ghazal
dhu.aa.n dhanak hu.aa a.ngaar phuul bante ga.e
tumhaare haath bhii kyaa mo.ajaze dikhaane lage
Akhtar Razaa Saleemi
Ghazal
mo.ajaze lafz mire KHalq kare.nge aise
chup rahii phir bhii zamaane ko sunaa.ii duu.ngii
Sadiya Safdar Saadi
Nazm
zaitun ka daraKHt
mere dost
taaki ham hamesha mohabbat aur shifaa-yaabii ke mo.ajaze me.n
Zeeshan Sahil
Ghazal
tamaam mo.ajaze saarii shahaadate.n le kar
mai.n aab o KHaak se guzraa adaavate.n le kar