SEARCH RESULTS
Showing search results for "moTor"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "moTor"
Mazahiya
Zareef Jabalpuri
Mazahiya
biimaar dil ke aap jo motor lagaa.e.nge
aashiq firaaq-e-yaar me.n bho.npuu bajaa.e.nge
Saghar Khayyami
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "moTor"
Nazm
roe bhagat kabir
sa.Dko.n par bhuuke phirte hai.n shaa.ir mausiiqaar
actorso.n ke baap liye phirte hai.n motor-kaar
Habib Jalib
Ghazal
Arsh Siddiqui
Nazm
darbar1911
kerosene aur barq aur petroleum aur tarpin
motor aur airplane aur jamghaTe aur eqtidaar
Akbar Allahabadi
Nazm
kale safed paron wala parinda aur meri ek sham
baazaaro.n kii garmii, afraa-tafrii
motor, bas, barqii railo.n kaa ha.ngaama tham jaataa hai
Akhtarul Iman
Ghazal
chhuk-chhuk kartii rail guzartii aa.ngan me.n
gu.Diyaa hotii gu.Diyaa kii motor hotii
Bashir Badr
Nazm
zarurat-e-ittihad
rail, motor, jahaaz, tayyaare
KHud ye tayaar ham kare.n saare
Ahmaq Phaphoondvi
Mazahiya
diidanii hai kis qadar nazzaara-e-huur-o-qusuur
chho.D kar motor-nashiinii ik daf.a dekhe.n zaruur
Saghar Khayyami
Mazahiya
hamaare mulk me.n a.ngrez ke iqbaal kii motor
san-a.Dtaaliis me.n puure aThattar saal kii motor
Syed Zameer Jafri
Ghazal
qismat-e-najd kaa gar qais commissioner hotaa
lady-lailaa kii havaa-KHorii ko motor hotaa
Zareef Lakhnavi
Mazahiya
kutte kisii ke sair ko motor pe jaa.e hai.n
qismat ke dar pe baiTh ke kuchh dum hilaa.e hai.n