SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohr-labii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mohr-labii"
Ghazal
jab se is bazm kaa dastuur banii mohr-labii
rasm-e-iihaam-o-ishaaraat chalii jaatii hai
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
duniyaa sabab-e-shorish-e-Gam puuchh rahii hai
ik mohr-e-KHamoshii hai ki ho.nTo.n pe lagii hai
Ejaz Siddiqi
MORE MATCHES FOR "mohr-labii"
Ghazal
jal rahii hai.n KHvaahisho.n kii bastiyaa.n
muhr lab par paa.nv me.n hai.n be.Diyaa.n
Khalid Raheem
Ghazal
ik taaza mohr-e-lab se junuu.n maa.ngtaa hai naqsh
jumbish labo.n kii silsila-aamez abhii se hai
Aziz Hamid Madni
Ghazal
jaane kis dahshat kaa saaya us ko mohr-e-lab hu.aa
Dar rahaa hai vo mujhe khul kar sadaa dete hu.e
Riaz Majeed
Ghazal
shor ghar tak aa gayaa hai kuucha-o-baazaar kaa
kuchh to aisaa ho yahaa.n pe mohr-e-lab ko.ii to ho
Khalid Jamal
Ghazal
Farogh Hyderabadi
Sher
na zaqan hai vo na lab hai.n na vo pistaa.n na vo qad
seb o unnaab o anaar ek shajar se nikle
Hatim Ali Mehr
Nazm
apna shahr
kivaa.D mohr-ba-lab
gharo.n me.n mayyate.n Thahrii hu.ii hai.n barso.n se