SEARCH RESULTS
Showing search results for "muGaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "muGaa.n"
Ghazal
mai.n akelaa hii chalaa thaa jaanib-e-manzil magar
log saath aate ga.e aur kaarvaa.n bantaa gayaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ham-saaya-e-muGaa.n me.n muddat se huu.n chunaa.nche
ik shiira-KHaane kii hai diivaar mere ghar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
bahaar aa.ii hai nashshe me.n jhuumte hai.n
muriidaan-e-piir-e-muGaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
PAGE MATCHES FOR "muGaa.n"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "muGaa.n"
Ghazal
hujuum kyuu.n hai ziyaada sharaab-KHaane me.n
faqat ye baat ki piir-e-muGaa.n hai mard-e-KHaliiq
Allama Iqbal
Ghazal
naaf-piyaale ko tire dekh liyaa muGaa.n ne jaan
saare hii mai-kade kaa aaj kaam tamaam ho gayaa
Jaun Eliya
Ghazal
ye shahr-daar-o-muhtasib-o-maulavii hii kyaa
piir-e-muGaan-o-rind-o-qalandar bhii kuchh nahii.n
Jaun Eliya
Mazahiya
zabt ke 'azm kaa us vaqt asar kuchh na hu.aa
yaa-hafiizo kaa kiyaa vird magar kuchh na hu.aa
Akbar Allahabadi
Ghazal
ba.Dh ke rindo.n ne qadam hazrat-e-vaa'iz ke liye
girte pa.Dte jo dar-e-piir-e-muGaa.n tak pahu.nche
Jigar Moradabadi
Ghazal
faqiih-e-shahr kii majlis nahii.n ki duur raho
ye bazm-e-piir-e-muGaa.n hai qariib aa jaa.o









