SEARCH RESULTS
Showing search results for "muGaa.n"
Nazm MATCHES FOR "muGaa.n"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
ab bhii dilkash hai tiraa husn magar kyaa kiije
aur bhii dukh hai.n zamaane me.n mohabbat ke sivaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Nazm
sajjad-zahir ke nam
fazaa me.n ek haala saa jahaa.n hai
yahii to masnad-e-piir-e-muGaa.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ab KHub hansega diwana
ab saaqii muGche piir-e-muGaa.n
beche.nge va.az dukaano.n par
Hafeez Jalandhari
Nazm
chaaragaro
sanam-kado.n me.n charaaGaa.n hai mai-kado.n kii taraf
nigaah-e-piir-e-muGaa.n kii sabiil jaarii hai
Mustafa Zaidi
Nazm
yaran-e-najd
bahr-e-tavaaf jaanaa piir-e-muGaa.n ke dar par
aur us keii ik nigah se sarmast ho ke aanaa
Khushi Mohammad Naazir
Nazm
pir-e-mughan-e-urdu
suunaa suunaa saa hai kyuu.n aaj jahaan-e-urdu
uTh gayaa kahte hai.n ik piir-e-muGaan-e-urdu
Masud Husain Khan
Nazm
nuqush-e-fikr-o-‘amal
hai baat hamaarii hii ki rindo.n ko bahar-taur
zer-e-asar-e-piir-e-muGaa.n ham ne kiyaa hai
Inam Thanvi
Nazm
tere baghair
baaqii rahii na saaGar-o-miinaa me.n dilkashii
be-kaif bazm-e-piir-e-muGaa.n hai tire baGair
Shaida Ambalvi
Nazm
naghma-e-watan
yahaa.n parhez kaisaa aa.o rindaan-e-vatan aa.o
ki jaam apnaa hai apnaa mai-kada piir-e-muGaa.n apnaa
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
hum log
KHaaksaaraan-e-dar-e-piir-e-muGaa.n hai.n ham log
ya.anii minjumla-e-saahib-nazaraa.n hai.n ham log