SEARCH RESULTS
Showing search results for "mukarne"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mukarne"
Ghazal
hazaar mujh se vo paimaan-e-vasl kartaa rahaa
par us ke taur-tariiqe mukarne vaale the
Jamal Ehsani
Ghazal
KHushk bhii na ho paa.ii raushnaa.ii harfo.n kii
jaan-e-man mukarne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ai dard-e-ishq tujh se mukarne lagaa huu.n mai.n
mujh ko sambhaal had se guzarne lagaa huu.n mai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
itne ba.De jahaan me.n jaa.egaa tuu kahaa.n
is ik KHayaal ne mujhe marne nahii.n diyaa
Adeem Hashmi
Ghazal
zindagii se kisii samjhaute ke baa-vasf ab tak
yaad aataa hai ko.ii maarne marne vaalaa
Parveen Shakir
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
mukarnaa
मुकरना مُکَرنا
go back on own's words, renege, refuse to own up, deny, back out, sign away, get away from what you said and did
Arabic
kah-mukarnii
कह-मुकरनी کَہہ مُکَرْنی
verse based on double-entendre, attributed to Amir Khusro
Hindi
MORE MATCHES FOR "mukarne"
Ghazal
zindagii se kisii samjhaute ke baa-vasf ab tak
yaad aataa hai ko.ii maarne marne vaalaa
Parveen Shakir
Ghazal
baat jaisii be-ma.anii baat aur kyaa hogii
baat ke mukarne me.n der kitnii lagtii hai
Noshi Gilani
Ghazal
le ke dil un ke mukarne kii adaa kyaa kahiye
kyuu.n palaTtii hai.n nigaahe.n ko.ii ham se puuchhe
Mubarak Azimabadi
Sher
saaf kah diijiye va.ada hii kiyaa thaa kis ne
uzr kyaa chaahiye jhuuTo.n ke mukarne ke liye
Dagh Dehlvi
Ghazal
merii shikaayat roz karaane vaalaa tuu
terii shikaayat roz mukarne vaalaa mai.n
Javed Akram Farooqi
Ghazal
maa.n ke peT me.n bachcha rome rome ba.Dhtaa hai
aadmii ko marne me.n der kitnii lagtii hai
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
baat kaisii bhii ho pal bhar kii nadaamat ke sivaa
KHarch aataa hai bhalaa kitnaa mukarne ke liye
Javed Shaheen
Ghazal
Idris Babar
Nazm
be-nang-o-nam
dil na is tarah dukhaa saaf mukarne vaale
mujh ko tasliim ki terii ko.ii taqsiir na thii
Shaz Tamkanat
Sher
ahd ke baa'd liye bose dahan ke itne
ki lab-e-zuud-pashiimaa.n ko mukarne na diyaa
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
jii uThe hashr me.n phir jii se guzarne vaale
yaa.n bhii paidaa hu.e phir aap pe marne vaale


